Roman script

ruth gaye mose manmohan ab sawan ko kya karu
ruth gaye mose manmohan ab sawan ko kya karu
chhod chale mohe madhusudan ab madhuwan ko kya karu
chhod chale mohe madhusudan ab madhuwan ko kya karu 
mor papiha koyal bairan 
mor papiha koyal bairan jali ko aur jalaye re 
jali ko aur jalye re 
birahan aansu ki jamuna me
birahan aansu ki jamuna me pal pal dubi jaye re 
pal pal dubi jaye re 
rakh hui jal jal kar 
un bin ab chandan ko kya karu
rakh hui jal jal kar 
un bin ab chandan ko kya karu
gagan pe chanda jug jug jhanke 
gagan pe chanda jug jug jhanke 
shital aangan gaye re
shital aangan gaye re
kunj gali me gokul birhan 
kunj gali me gokul birhan 
ang ang murjhaye re 
ang ang murjhaye re
main to hun sajan ki jogan ghar aangan ko kya karu
main to hun sajan ki jogan ghar aangan ko kya karu
ruth gaye mose manmohan ab sawan ko kya karu

Song details

Song video

Watch on YouTube