Roman script

kyo ruth gaye manmohan hamse

kyo ruth gaye manmohan hamse

kyo darsh dikhana chhod diya

kyo ruth gaye manmohan hamse

aakar ke jamuna ke tat pe 

aakar ke jamuna ke tat pe 

kyo murali bajana chhod diya 

kyo ruth gaye manmohan hamse

kyo darsh dikhana chhod diya

kyo ruth gaye manmohan hamse

na kuch hamne kiya kasur

na kuch hamne kiya kasur

fir kyo kar diya dil se door 

fir kyo kar diya dil se door 

ro ro naina khoye noor ro ro naina khoye noor

aao aao kyo aana jana chhod diya 

kyo ruth gaye manmohan hamse

kyo darsh dikhana chhod diya

kyo ruth gaye manmohan hamse

ek baar to fir se aa jaao 

ek baar to fir se aa jaao

aasha ki lahar lahara jaao 

aasha ki lahar lahara jaao

in gauo ko bhi mohan kyo 

in gauo ko bhi mohan kyo 

aakar charana chhod diya 

kyo ruth gaye manmohan hamse

kyo darsh dikhana chhod diya

kyo ruth gaye manmohan hamse

Explore this song