Roman script

rut piya milan ki aai baaji kahi shahnai 
rut piya milan ki aai 
kis mushkil se aaj mili hai thodi si tanhai 
kis mushkil se aaj mili hai thodi si tanhai 
ji bhar ke sajan ka didar karenge 
ji bhar ke sajan ka didar karenge 
ja ud ja natkhat panchi ke hum pyar karenge 
ji bhar ke sajan ka didar karenge 
ja ud ja natkhat panchi ke hum pyar karenge 
ji bhar ke sajan ka didar karenge 
ab prem agan sulgaye jalne me chain aaye 
ye bhed jale vo jane ya jo agan bhadkaye 
janam janam ki pyas hai kaise pal bhar me mit jaye 
janam janam ki pyas hai kaise pal bhar me mit jaye 
ye to utni our badhegi jitni koi bujhaye 
o diwane tu sab jane dil jab kahi lagaye 
do naina ek dil par ab var karenge 
do naina ek dil par ab var karenge 
ja ud ja natkhat panchi ke hum pyar karenge 
ji bhar ke sajan ka didar karenge 
hai preet ki reet ye nyari jisne bhi ki dildari
sukh chain ja man ka lute man uspe kiya balihari 
aaj sajan se hamne milan ki yu ki hai tyari 
aaj sajan se hamne milan ki yu ki hai tyari 
aankhon me masti bhar li hai sine me chingari 
is mithi si aag me do dil jalenge bari bari 
jine ka marne ka ikrara karenge 
jine ka marne ka ikrara karenge 
ja ud ja natkhat panchi ke hum pyar karenge 
ji bhar ke sajan ka didar karenge 
rut piya milan ki aai baaji kahi shahnai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sukhwinder Singh, Kavita Krishnamurthy