Roman script

rut basant ki aayi piya nahi laage jiya 
ghar aaja balam 
rut basant ki aayi piya nahi laage jiya 
ghar aaja balam 
koyal ban me bole jiya mera dole piya 
ghar aaja balam 
koyal ban me bole jiya mera dole piya 
ghar aaja balam 
ghaat paar mere sajan ka thana 
ghaat paar mere sajan ka thana 
jab se gaye nahi aaye 
jab se gaye nahi aaye 
tere bina mere bhukhe naina 
tere bina mere bhukhe naina 
nishdin hi tadpaye 
mere raja balamwa 
nishdin hi tadpaye 
mere raja balamwa 
milna hai to aa mil pyare 
main teri main teri 
milna hai to aa mil pyare 
main teri main teri 
char dino ka joban hai ye 
char dino ka joban hai ye 
phir maati ki dheri re 
mere raja balamwa
phir maati ki dheri re 
mere raja balamwa
gori tero nirmal joban 
jo ganga ka pani
gori tero nirmal joban 
jo ganga ka pani
soato ko sone na dewe teri mast jawani 
soato ko sone na dewe teri mast jawani 
jaane wale o jaane wale 
puche jana meri ram kehani 
jane de jane wale ko duniya hai ye khali 
mere raja balamwa 
jane de jane wale ko duniya hai ye khali 
mere raja balamwa

Song details

Song video

Watch on YouTube