Roman script

rut barkha ki aayi 
rut barkha ki aayi koyaliya kuk uthi 
haye koyaliya kuk uthi haye mere man huk uthi
rut barkha ki aayi koyaliya huk uthi
haye koyaliya kuk uthi haye mere man huk uthi
sab sakhiyo ne jhule dale sab sakhiyo ne jhule dale
mere man me uthe uchhale mere man me uthe uchhale
nain mere ab dekh rah teri 
nain meri ab dekh rah teri
meri jan dukho ne gheri suno balma
meri jan dukho ne gheri suno balma
rut barkha ki aayi haye koyaliya kuk uthi
haye koyaliya kuk uthi haye mere man huk uthi
bunde barse naina barse bunde barse naina barse
bunde barse naina barse bunde barse naina barse
ankhiya pee ke mukh ko tarse 
ankhiya pee ke mukh ko tarse 
aa balma bin puchhe mere man me 
aa balma bin puchhe mere man me
hai jan padi uljhan me suno balma
hai jan padi uljhan me suno balma
haay rut barkha ki aayi 
haay rut barkha ki aayi koyaliya kuk uthi
haye koyaliya kuk uthi
haye mere man huk uthi rut barkha ki aayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sulochana Kadam, Asha Bhosle