Roman script

rulane ko aansu, jalane ko naale

rulane ko aansu, jalane ko naale

ye kya de diya zindagi dene wale

ye kya de diya zindagi dene wale

deeya to jalaya, magar zindagi ne

deeya to jalaya, magar zindagi ne

use kar diya aandhiyo ke hawale

use kar diya aandhiyo ke hawale

rulane ko aansu, jalane ko naale

ye kya de diya zindagi dene wale

ye kya de diya zindagi dene wale

bhala ho tera, tune saiyad mujhko

bhala ho tera, tune saiyad mujhko

rihayi to di aur par nonch daale

rihayi to di aur par nonch daale

rulane ko aansu, jalane ko naale

ye kya de diya zindagi dene wale

ye kya de diya zindagi dene wale

nikale agar koi, kaanta chubha ho

nikale agar koi, kaanta chubha ho

koi dil se yaado ko kaise nikale

koi dil se yaado ko kaise nikale

rulane ko aansu

rulane ko aansu, jalane ko naale

ye kya de diya zindagi dene wale

ye kya de diya zindagi dene wale

Explore this song