Roman script

kyu faaslein hain darmiaan zindagi leti hai imtehaan 

kyu faaslein hain darmiaan zindagi leti hai imtehaan

koi to baat hai jo tera saath hai yeh itefaq kya kahe

koi to baat hai jo tera saath hai yeh itefaq kya kahe

rubaru hone pe kyu ajnabi na lage 

rubaru hone pe kyu ajnabi na lage 

koi to wajah hai jo saaye ki tarah saath hai 

koi to wajah hai jo saaye ki tarah saath hai 

tu hai to yeh jahaan ha mere saath hai 

tu hai to har khushi aas paas hai 

akelapan mujhe chu nahi pata hai 

akelapan mujhe chu nahi pata hai 

pagal ye man mera har pal hasata hai 

pagal ye man mera har pal hasata hai 

koi to baat hai jo tere saath hai

ye itefaq hai kya kahe

rubaru hone pe kyu ajnabi na lage 

rubaru hone pe kyu ajnabi na lage 

koi to wajah hai jo saaye ki tarah saath hai 

koi to wajah hai jo saaye ki tarah saath hai

Explore this song