Roman script

jaan luta de deewaane ek baar muska du to

jaan luta de deewaane ek baar muska du to

dil ho jaaye leher leher julf agar lehra du to

ek baar mere yaar nigaahon mein 

meri tu kho ja kho ja

roza roza main yaar gulaabi roza 

roza roza main yaar gulaabi roza

roza roza main yaar gulaabi roza 

roza roza main yaar gulaabi roza

chali aisi shamma huwa mast sama

meri aankhon se aankhein milaake 

deewaane tu ho ja meherbaan

hai aaj ka pal na dekho kal

yeh jindagi kal fisalke kahaan jaaye

kal ka kise pata

ek baar mere yaar adaao mein 

meri tu kho ja kho ja

roza roza main yaar gulaabi roza

roza roza main yaar gulaabi roza 

roza roza main yaar gulaabi roza

roza roza tu yaar gulaabi roza

har roj yahaan hoti hai khata

khataao mein aisi saja hai ki 

saja mein bhi hai maja

gul khilein yahaan dil mile yahaan

deewaano ki yeh dillagi hai 

deewaane le aawargi ka maja

ek baar mere yaar sadaao mein 

meri tu kho ja kho ja

jaan luta de deewaane ek baar muska du to

dil ho jaaye leher leher julf agar lehra du to

ek baar mere yaar nigaahon mein 

meri tu kho ja kho ja

roza roza main yaar gulaabi roza 

roza roza tu yaar gulaabi roza

roza roza main yaar gulaabi roza 

roza roza tu yaar gulaabi roza

Explore this song