Roman script

roye jiya aan milo more piya 
roye jiya aan milo more piya 
unse kahna yahi dasta aasma
aasma aaj nahi to fir sajna
mai kaha tu kaha
unse kahna yahi dasta aasma
aasma aaj nahi to fir sajna
mai kaha tu kaha
o beliya aan milo more piya
roye jiya aan milo more piya
din bhi chale hai bahar ke
aa bhi ja aa bhi jaa 
rah na jaye koi haar ke
aa bhi ja aa bhi ja
din bhi chale hai bahar ke
aa bhi ja aa bhi jaa 
rah na jaye koi haar ke
aa bhi ja aa bhi ja
o sathiya aan milo more piya
roye jiya aan milo more piya

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Ashok Kumar, Vyjayantimala