Roman script

roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama

roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama

haye re haye phir se mzaa aaye

pyar ka nasha aur rang laaye 

roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama

baar baar lab pe tera naam aaye 

kyo ki tu pasand hai sanam

dil ki khitab khol pyar mera dekh 

isme rang hai sanam

baar baar lab pe tera naam aaye 

kyo ki tu pasand hai sanam

dil ki khitab khol pyar mera dekh 

isme rang hai sanam

pyar gunguna pyar muskura 

iski kasam husn tauba

roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama

bhig bhig jaye badan

ajab sitam dhaye gore tan ki bijaliya

kaali kaali aankho si jhankti hai 

aur dil ki meri mastiya

haye re haye kuchh samjha na aaye 

pyar ka nasha kuch aur rang laaye 

roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama

roshni bujha dil ko tu jala raat ka sama

dil ko tu jala raat ka sama

Explore this song