Roman script
hai ye tan dhup me jhulsa, dhundh raha hai chhao hai ye jag rain basera, dur hai mera gaon kaha jau kise batau, jo haal hai mere man ka mere man ka harzai hai raat meri, mujhe bhor nazar na aaye rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse na meherbaani hai koi na koi saaqi zaahir mera dard kare do naina zajbati hai kaagaz ki naav meri, gehra hai bhavsagar jeevan ka har koshish nakaam huyi, ab kaun jatan rang laye rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse sochoun manjhi re, kaun ghataye lagai baha tomhar naav sochoun manjhi re, kaun ghataye lagai baha tomhar naav sochoun manjhi re, majdhar me uljhi meri naav kaha jau kise batau, jo haal hai mere man ka re mere man ka harzai hai raat meri, mujhe bhor nazar na aaye rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse sochoun manjhi re, sochoun manjhi re
Song details
- Singer: Bianca Gomes
- Singer: Benny Dayal
- Singer: Divya Kumar
- Film / album: TE3N (2016)
- Composer: Clinton Cerejo
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Vidya Balan
- Actor: Nawazuddin Siddiqui
- Actor: Aarnaa Sharma
- Actor: Sabyasachi Chakraborty
- Actor: Ricky Patel
- Actor: Padmavati Rao
- Actor: Paritosh Sand
- Actor: Abhik Sarkar
- Actor: Anando Mukherjee
- Actor: Dibakar Baruri
- Actor: Rahul Lahiri
- Actor: Prakash Belawadi
- Actor: Mukesh Chhabra
- Actor: Anupam Bhattacharya
- Actor: Tota Roy Chowdhury
- Actor: Ardhendu Sekhar Banerjee
- Actor: Deblina Chakravorty
- Actor: Indu Bhushan Roy
- Actor: Somnath Mondal
- Actor: Sujata Ghosh
- Actor: Sukamal Chatterjee
- Actor: Manab Chaudhari
- Actor: Rabindranath
- Actor: Sajal Chatterjee
- Actor: Sumit Samaddar
singer: Bianca Gomes, Benny Dayal, Divya Kumar