Roman script

rup ka nasha hai

jawani ka nasha hai kisi ko 

daulat ka nasha hai

to shohrat ka nasha hai kisi ko

mujhko tere pyaar ka nasha hai

mujhko mere yaar ka nasha hai

rup ka nasha hai

jawani ka nasha hai kisi ko 

daulat ka nasha hai

to shohrat ka nasha hai kisi ko

pyaalo ki surat me bunde kyu lab gulaabi

chahat jo mil jaaye koi kyu ho sharaabi

najro se tujhe chumu

tujhe dekhun aur jhumu, jhumu

mujhe tere didaar ka nasha hai

mujhe tere didaar ka nasha hai

rup ka nasha hai

jawani ka nasha hai kisi ko 

daulat ka nasha hai

to shohrat ka nasha hai kisi ko

tujhko na chhodungi do jaha chhod dungi

dil ko na todungi jaam ko tod dungi

maikhaane me kya hai

pemaane me kya hai, kya hai

mujhe mere dildaar ka nasha hai

mujhe mere dildaar ka nasha hai

rup ka nasha hai

jawani ka nasha hai kisi ko 

daulat ka nasha hai

to shohrat ka nasha hai kisi ko

mujhko tere pyaar ka nasha hai

mujhko mere yaar ka nasha hai

rup ka nasha hai

jawani ka nasha hai kisi ko 

daulat ka nasha hai

to shohrat ka nasha hai kisi ko

Explore this song