Roman script

are mishri jaisi tohri suratiya aur mirchi jaisi boli 

bole aise bol ki sunke lage karzava pe goli

roop jab aisa mila aisi ada kaise na ho

roop jab aisa mila aisi ada kaise na ho

bhari bottle ho jawani ki, bhari bottle ho jawani ki

nasha kaise na ho

roop jab aisa mila haye haye haye

are are teri julmi jawani chadi nadiya toofani

are are teri julmi jawani chadi nadiya toofani

udhe jab lath mukhre pe gata ho paani paani

dekh ke tujhko julm dil pe bala kaise na ho

julm kaise na ho roop jab aisa mila haye haye haye

bagiya ki saari kaliya kheto ki hariyali

are paav tale bichh jaye jab chale nakhre wali

hai mukh per subah ki lali, badan phulva ki dhali

hai mukh per subah ki lali, badan phulva ki dhali

bara har rang me jaadu magar dil pyar se khali

aisa ho nakhra to biyara peeta kaise na ho 

ha peeta na ho kaise ho roop jab aisa mila

aisi ada kaise na ho bari bottle ho jawani ki 

bhari bottle ho jawani ki, bhari bottle ho jawani ki

nasha kaise na ho

roop jab aisa mila

Explore this song