Roman script

rone se nahi fursat jisko 

wo hansna hansana kya jane

rone se nahi fursat jisko 

kya dard me dil par banti hai

kya dard me dil par banti hai

bedard zamana kya jane

bedard zamana kya jane

rone se nahi fursat jisko 

jo dil ki tamanna banke rahe

wo dil ka lagana kya jane

jo dil ki tamanna banke rahe

wo dil ka lagana kya jane

dil aap hi naazo ka hai pala

dil aap hi naazo ka hai pala

wo naaz uthana kya jane

wo naaz uthana kya jane

rone se nahi fursat jisko 

jis par bhi bharosa humne kiya

jis par bhi bharosa humne kiya

ki milke usi jaalim ne daga

ki milke usi jaalim ne daga

patthar ko jo phul samajhta ho

patthar ko jo phul samajhta ho

wo chot bachana kya jane

wo chot bachana kya jane

rone se nahi fursat jisko 

wo hansna hansana kya jane

rone se nahi fursat jisko

Explore this song