Roman script

rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte 
rone se bichhde yaar nahi milte dil roye ya roye ankhiya 
rone se bichhde yaar nahi milte 
o ho bin mange mohe mil gaya moti chain jiya ka naino ki jyoti
bin mange mohe mil gaya moti chain jiya ka naino ki jyoti
pyar bina mehaki mehaki ye duniya meri na hoti
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte 
deke gaya jo darde zudayi kyu phir usiki yaad aayi

kahne ki bate hai kab aansu aaye aag jiya ki hai bhujai
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte
jake palat aati hai sadaye kisko pukare kisko bulaye

puri huyi hai dil ki duvaye ab ye bahare aake na jaye

git khushi ke hardam yuhi gati rahe hawaye  
rone se bichhde yaar nahi milte  rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya  rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde rone se bichhde yaar nahi milte

Song details

actor: Jackie Shroff, Zeenat Aman