Roman script

rone na dijiyega to gaaya na jayega

rone na dijiyega to gaaya na jayega

aise to haal dil ka 

aise to haal dil ka sunaya na jayega

rone na dijiyega to gaaya na jayega

aise to haal dil ka 

aise to haal dil ka sunaya na jayega

rone na dijiyega to gaaya na jayega

hai pyar kitna mere dil me kaise tujhe main batau

hai pyar kitna mere dil me kaise tujhe main batau

dil chir ke ab apna kaise tujhe main dikhau

bin tere jee na sakunga, bin tere mar na sakunga

teri judayi ka gam bhi reh reh ke tadapayega

aise to haal dil ka 

aise to haal dil ka sunaya na jayega

rone na dijiyega to gaaya na jayega

milta hai mushkil se duniya me mohabbat koi karne wala

har koi raahe mohabbat me hota nahi marne wala

sach kya hai jan le tu, mujhko pehchan le tu

deewana dar pe tere hi bas aaj mar jayega

aise to haal dil ka 

aise to haal dil ka sunaya na jayega

rone na dijiyega to gaaya na jayega

aise to haal dil ka 

aise to haal dil ka sunaya na jayega

rone na dijiyega to gaaya na jayega

lyrics typed by :- ruchita parab

Explore this song