Roman script

yaad hain wo pahli mulakaat yaad hain

yaad hain mujhe teri har ek baat yaad hain

wo mahaki raate saari saugaate

bhigi meri aankho se aansu bah chale

kisse kuch purane mil gaye

rone ke bahaane mil gaye

kisse kuch purane mil gaye

rone ke bahaane mil gaye

mere tute dil me koi khwaish na rahi

aarmaano ke sab raaste sune pade

wo dua bhi meri bani aaj baddua

ye ehsaas chahat ke sabhi chubhne lage

kisse kuch purane mil gaye

rone ke bahaane mil gaye

kisse kuch purane mil gaye

rone ke bahaane mil gaye

tujhe bhulna bhi chahu to na bhula saku

tu hi bata tere bina kaise rahu

tu jaane na sanam gam maine kya saha

bikhare mere sapne zami pe tut gaye

kisse kuch purane mil gaye

rone ke bahane mil gaye

kisse kuch purane mil gaye

rone ke bahane mil gaye

yaad hai wo pahli mulakat yaad hai

yaad hai mujhe teri har ek baat yaad hai

wo mahki raate saari saugaate

bhigi meri aankho se aanshu bah chale

kisse kuch puraane mil gaye

rone ke bahaane mil gaye

kisse kuch puraane mil gaye

rone ke bahaane mil gaye

Explore this song