Roman script

panchhi kaa par katarke kehte hai udake dikhao

juba katke duniya wale kehte hai tum gao

rona chahe ro na paye, dil kitna majbur hai

rona chahe ro na paye, dil kitna majbur hai

kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai

rona chahe ro na paye, dil kitna majbur hai

rona chahe ro na paye, dil kitna majbur hai

kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai

rona chahe ro na paye

leke aa aanchal ke tale mujhko waradan diya

maine toh sikha wahi maa ne jo gyan diya

dard jo de kisiko mai o insan nahee

khamiya mujhame bhi hai par mai beiman nahee

maine sabko apna mana

mera yeh kasur hai, mera yeh kasur hai

rona chahe ro na paye dil kitna majbur hai

kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai

rona chahe ro na paye

bhola tha, nadan bhi tha, kuch bhi naa jan saka

dhaga rasmo kaa kya hai mai naa pehchan saka

maine aparadh kiya mujhko inkar nahi

bhul anjane huye mai gunhegar nahi

ab yeh jake maine jana

hota kya sindur hai, hota kya sindur hai

rona chahe rona paye dil kitna majbur hai

kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai

rona chahe rona paye dil kitna majbur hai

kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai

rona chahe ro na paye

Explore this song