Roman script

Phool yeh chhota sa

Dekho jab paudha bann jata hai

(Paudha bann jata hai)

Khwahishon ka tokra

Bharne ka chaska lag jata hai

(Chaska lag jaata hai)

Yeh bhi la do, woh bhi la do

Paison ki yeh Holi hai

Jo bhi laa do kum padega

Aasmaan se badi jholi hai

Na na na…

Aye aye o..

Yeh khada, woh khada

Laao rokda, rokda rokda

Yeh khada, woh khada

Laao rokda… rokda

Paudha yeh chhota saa

Dekho jab perh bann jata hai

(Perh ban jaata hai)

Zindagi aish mein

Jeene ka chaska lag jaata hai

(lag jaata hai)

Yeh bhi laa do, woh bhi laa do

Paison ki yeh holi hai

Jo bhi laa do kum padega

Aasmaan se badi jholi hai

Na na na…

Aye aye o..

Yeh khada, woh khada

Laao rokda, rokda Rokda

Yeh khada, woh khada

Laao Rokda… rokda

Iss lamhe mein yun simat gaya saa hai

Mera aaj aur kal

Haath mein ik haath ho

Yeh chaahe dil har pal

Ankahi baaton ka

Ankaha rang chadh jaata hai

(Haa haa…)

Apno ko sirf apna hi

Samajhne ka chaska lag jaata hai

(lag jaata hai)

Yeh bhi laa do, woh bhi laa do

Paison ki yeh holi hai

Jo bhi laa do kum padega

Aasmaan se badi jholi hai

Na na na…

Aye aye o……

Explore this song