Roman script

ho ho ho o aa ha 

ho ho ho o aa ha 

rokaa kayee baar maine dil ki umang ko

kyaa karoon main apni nigaahon ki pasand ko

o jaane-jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai,ho...

dekho meri aankhein tumhaara hi khumaar hai

hothon ki ye laali sanam teraa pyaar hai

dil ko lagaayaa mujhe to ikraar hai

rokaa kayee baar maine dil ki umang ko

kyaa karoon main apni nigaahon ki pasand ko

o jaane-jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai,ho..

maanaa tera aanchal haathon se abhi door hai

baahon mein uthaa loon ye armaan zaroor hai

maano na maano deewaanaa be-qasoor hai

rokaa kayee baar maine dil ki umang ko

kyaa karoon main apni nigaahon ki pasand ko

o jaane-jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai,ho...

dekhi teri soorat jo itne kareeb se

ghir gayee main to khayaalon mein ajeeb se

dil pe kyaa beeti na poochho ye gareeb se

rokaa kayee baar maine dil ki umang ko

kyaa karoon main apni nigaahon ki pasand ko

o jaane-jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai, ho...

Explore this song