Roman script

roja janeman tu hi mera dil 
tujh bin tarse naina
dil se na jaati hai yaade tumhaari
kaise tum bin jina
aankho mein tu hai aansu mein tu hai 
aankhe band kar lu to man mein bhi hai 
khwabo mein tu sanso mein tu roja 
roja janeman tu ho mera dil 
tujh bin tarse naina 
chhuke yu chali hawa jaise chhu gaye ho tum
phul jo bane the wo shul ban gaye hai kyo
ji raha hu is liye dil mein hai pyar tera
julm sah raha hai kyo intjaar hai tera 
tumse mile bina jaan bhi na jayegi
kayamat se pahle sanam tu aayengi 
kaha hai tu kaisi hai tu roja 
roja janeman tu hi mera dil 
tujh bin tarse naina
aankho mein tu hai aansu mein tu hai 
aankhe band kar lu to man mein bhi hai 
khwabo mein tu sanso mein tu roja 
thandi thandi ae hawa tera kaam kya yaha
meet nahi paas mein chandni tu laut ja
phul kyo khile ho tum julf nahi wo yaha
jhuke jhuke aasman meri hansi na uda
pyar ke bina meri jindagi udas hai 
koi nahi hai mera sirf teri hi aas hai 
khwabo mein tu saanso mein tu roja 
roja janeman tu hi mera dil 
tujh bin tarse naina
aankho mein tu hai aansu mein tu hai 
aankhe band kar lu to man mein bhi hai 
khwabo mein tu sanso mein tu roja

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Hariharan, Sujatha Mohan