Roman script

rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola 

ye bamb ka gola babu 

haye re bhiga bhiga mausam baras rahi hai shabnam 

pani mein dhima dhima sargam taras rahe hai tanha hum 

lahron ke sang dil dola 

rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola 

ye bamb ka gola babu 

mistar educated hai pure suited booted hai 

jab aate hai farmate hai 

how do you do how do you do miss mona  

rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola 

ye bamb ka gola babu 

dadhi saaf karela hai babu muchh mundela hai 

sar pe chameli chal albeli chehra chikna gola 

rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola 

ye bamb ka gola babu 

zulfon mein phul khila ke ankhiya gulabi barsa ke 

gori gori baahe lahrake bahki adaye dikhla ke 

jhume bahare kola 

rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola 

ye bamb ka gola babu 

upar english jacket hai andar khali pocket hai 

gale mein fanda

gale mein fanda kaam na dhandha baate gaake chaal mein shola

rock and rola hasino ka tola nigahon mein shola 

ye bamb ka gola babu

Explore this song