Roman script

dil kya kehta hai mera kya mai bataun

tum ye samjhoge shayad mai pagal hun

dil karta hai tv tower pe mai chadh jaun

chilla chilla ke main ye sabse keh doon

rock on hai ye waqt ka ishara

rock on har lamha pukara

rock on yunhi dekhta hai kya tu

rock on zindagi milegi na dobara

dil karta hai sadko par zor se gaau

sab apne apne ghar ki khidki khole

phir main aise joshile geet sunaau

mere geeto ko sun kar sab ye bole

rock on hai ye waqt ka ishara

rock on har lamha pukara

rock on yunhi dekhta hai kya tu

rock on zindagi milegi na dobara

jaise jine ko dil chahe jee waise tu

meri to hai bas ye raay ki

apne jitne bhi arman hai pure karle tu

rock on hai ye waqt ka ishara

rock on har lamha pukara

rock on yunhi dekhta hai kya tu

rock on zindagi millegi na dobara

Explore this song