Roman script

dil kya kehata hai mera kya main bataau

tum ye samajhoge shaayad main paagal hoon

dil kya kehata hai mera kya main bataau

tum ye samajhoge shaayad main paagal hoon

dil karta hai tv tower pe main chadh jaau

chilla chillake main ye sabse keh du

rock on, hai ye waqt ka ishaara

rock on, har lamha pukaara

rock on yu hi dekhata hai kya tu

rock on jindagi milegi na dobaara

dil karta hai sadko par jor se gaau

sab apne apne ghar ki khidaki khole

phir main aise joshilein geet sunaau

mere geeto ko sunke sab ye bole

rock on, hai ye waqt ka ishaara

rock on, har lamha pukaara

rock on yun hi dekhata hai kya tu

rock on jindagi milegi na dobaara

jaise jine ko dil chaahe ji waise tu

meri to hai bas ye raay ki 

apne jitane bhi armaan hain pure karle tu

rock on, hai ye waqt ka ishaara

rock on, har lamha pukaara

rock on yun hi dekhata hai kya tu

rock on jindagi milegi na dobaara

rock on, hai ye waqt ka ishaara

rock on, har lamha pukaara

rock on yun hi dekhata hai kya tu

rock on jindagi milegi na dobaara

Explore this song