Roman script

ro ro ke saari raat kati intzaar mein 
ro ro ke saari raat kati intzaar mein
kya kya khayal aaye dile bekraar mein 
kya kya khayal aaye dile bekraar mein 
khilti hui ummeed ki kaliyaa na khil saki
khilti hui ummeed ki kaliyaa na khil saki
dil tukde hoke beh gaya ashko ke taar mein 
dil tukde hoke beh gaya ashko ke taar mein 
ro ro ke saari raat kati intzaar mein
aawaz aa rahi hai kahi se ye baar baar 
kahi se ye baar baar 
aawaz aa rahi hai kahi se ye baar baar 
kahi se ye baar baar 
khushiyon ke sath dard bhi shaamil hai pyar mein 
khushiyon ke sath dard bhi shaamil hai pyar mein 
ro ro ke saari raat kati intzaar mein
kya kya khayal aaye dile bekraar mein

Song details

Song video

Watch on YouTube