Roman script

ro kar main jo kahti hu mere gam ka fasana

hans deta hai sunkar use bedard zamana

ro kar main jo kahti hu mere gam ka fasana

hans deta hai sunkar use bedard zamana

har ashq me ? hai tufaa mere gam ka

har ashq me ? hai tufaa mere gam ka

ae dil yahi aasu me kahi dub na jana

ae dil yahi aasu me kahi dub na jana

hans deta hai sunkar use bedard zamana

ro kar main jo kahti hu mere gam ka fasana

hans deta hai sunkar use bedard zamana

fariyaad hi nakaam aai tere dar se

fariyaad hi nakaam aai tere dar se

shayad yaha bhi nahi ab mera thikana

shayad yaha bhi nahi ab mera thikana

hans deta hai sunkar use bedard zamana

ro kar main jo kahti hu mere gam ka fasana

hans deta hai sunkar use bedard zamana

tharra ke meri aankho se aasu nikal aaye

tharra ke meri aankho se aasu nikal aaye

jisme tha mere tute dil ka fasana

jisme tha mere tute dil ka fasana

hans deta hai sunkar use bedard zamana

ro kar main jo kahti hu mere gam ka fasana

hans deta hai sunkar use bedard zamana

Explore this song