Roman script

resham si ye baahe jilfo ki kali ghata

surmayi si aankho ka dilkash ye gahra nasha 

mahki hui uski har ada

ruk ja tujhe de rahe hai sada pyar ki 

kasam tujhe de rahe hai sada pyar ki hai 

kasam tujhko ae sanam 

mujhko yu chhod ke na ja 

resham si ye bahe julfo ki kali ghata

makhmali taro ki chadar tale

harsrto ka chand man mein khile

makhmali taro ki chadar tale

harsrto ka chand man mein khile

ho sabnam ki chot se khilti hai kaliya

kahti pyasi phulo ki galiya 

yu chhod ke tu naa ja 

resham si ye bahe julfo ki kali ghata

nargisi aankho ki mahki haya

dilkashi lamho ki bahki ada

nargisi aankho ki mahki haya

dilkashi lamho ki bahki ada

o saanso ki sard hawao ka mausam 

kahti hai pagal dil ki dhadkan

yu chhod ke tu naa ja 

resham si ye bahe julfo ki kali ghata

Explore this song