Roman script

resham ka hai kurta mera jali ki chunriya

chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya

are resham ka hai kurta mera jali ki chunriya

chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya

chhod de palla gali-mohalla karega halla allah-allah

resham ka hai kurta mera jali ki chunriya

chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya

saiya teri baiya pakdi to kabhi na chhodungi

are saiya teri baiya pakdi to kabhi na chhodungi

jhumka toda kangana toda wada nahi todugi

dhire-dhire haye dhire dhire

are dhire-dhire chadh ke main to aa gayi atriya

dhire-dhire chadh ke main to aa gayi atriya 

resham ka hai kurta mera jali ki chundriya

chhod de palla gali-mohlla kare halla allah-allah

resham ka hai kurta mera jali ki chunriya

chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya

phul gulabu saiyya main kachchi kali kachanar ki 

haye phul gulabu saiyya main kachchi kali kachanar ki 

dil na jane main na janu kaise ho gayi yaar ki 

pyar hai saiyya pyar hai 

haye pyar ki mari aa gayi main to phulo ki phulwariya

pyar ki mari aa gayi main to phulo ki phulwariya

resham ka hai kurta mera jali ki chundariya 

chhod de palla gali- mohalla karega halla allah-allah

resham ka hai kurta mera jali ki chunriya

chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya

tu hi haar hai tu hi mera shringaar hai 

are tu hi haar hai tu hi mera shringaar hai 

id ka chand karwa chauth mera har tyohar hai 

maan le baba maan le

kahna maan yu na tham mujhko bich dagariya 

kahna maan yu na tham mujhko bich dagariya 

resham ka hai kurta mera jali ki chunriya

chhod de palla gali-mohalla karega halla allah-allah

resham ka hai kurta mera jali ki chunriya

chupke chupke aa gayi main to prem ki dagriya

jali ki chunriya prem ki dagriya 

are phulo ki phulwariya aa gayi main atriya

Explore this song