Roman script

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya

chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya

chhod de palla gali mohalla karega

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya

chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya

saiyan teri baiyan pakid ab kabhi na chodongi

saiyan teri baiyan pakdi ab kabhi na chodongi

jhumka tora kangna tora wada nahi todongi.

dheere dheere hai dheere dheere

rey dheere dheere chadh ke main tu aa gayi atariya

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya

chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya

chod de palla gali mohalla karega halla

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya

chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya

bhool bhulade saiyan main kachi kali kachnaar ki

dil na jane main na janoon kab se ho gayi yaar ki

pyar hai saiyan pyar hai re pyar ki maari aa gayi 

main tu phoolo ki phulwariya pyar ki maari aa gayi 

main tu phoolon ki phulwariya

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya

chod de palla gali mohallah karega halla

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya

chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya

tu hi mera haar hai tu hi mera singhar hai

arey tu hi mera haar hai tu hi mera singhar hai

eid ka chand karwachauth mera kya haal hai

maan le baba maan le

kehna maan yun na tham mujhko beech dagariya

kehna maan yun na tham mujhko beech dagariya

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya

chupke chupke aagayi main tu prem ki dagariya

chod de palla gali mohalla kare ka halla

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya

chupke chupke aagayi main tu prem ki dagariya

jaali ki chunariya prem ki dagariya

Are jali ki chunariya aa gayi main dagariyaa

Explore this song