Roman script

raham na khana, raham na khana

hai makkar zamana, hai makkar zamana

raham na khana

raham na khana, raham na khana

hai makkar zamana, hai makkar zamana

raham na khana

jhutha sadhu pahan ke aaya daya dharm ka pana

hai makkar zamana raham na khana

raham na khana, raham na khana

isi raham ne tumko mitaya

raaj paat sab apna ganvaya

isi raham ne tumko mitaya

raaj paat sab apna ganvaya

khaan ne khoi aan baan

mukhtakh bane hai rana

hai makkar zamana raham na khana

khaan ne khoi aan baan

mukhtakh bane hai rana

hai makkar zamana raham na khana

raham na khana, raham na khana

hai makkar zamana, hai makkar zamana

dukhiya durbal chhin le roti

hath marod ke chhin le roti

dukhiya durbal chhin le roti

hath marod ke chhin le roti

bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana

hai makkar zamana raham na khana

bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana

hai makkar zamana raham na khana

raham na khana, raham na khana

hai makkar zamana, hai makkar zamana

raham na khana

Explore this song