Roman script

chet re murakh chet re

avsar bita jaye

jiski tohe talash hai 

wo tohe dhundh na jaye, haye

re murakh tu kya jane 

tune sab kuch aaj gavaya

tune sab kuch aaj gavaya

tujhe kismt dhundh rahi thi 

par tu pahchan na paya

tune sab kuch aaj gavaya

re murakh tu kya jane 

tune sab kuch aaj gavaya

tune sab kuch aaj gavaya

re murakh tu kya jane 

ye andho ki nagri hai

aankho me bharam ki lali

par sabke sab hai shikari 

ye andho ki nagri hai

aankho me bharam ki lali

par sabke sab hai shikari 

par sabke sab hai shikari 

kya soch ke o mere hirna 

tu is duniya me aaya

tune sab kuch aaj gavaya

re murakh tu kya jane 

ye bhi na koi puchhega

aaye ho kaha se musafir

kyu bhatak rahe ho dar dar

ye bhi na koi puchhega

aaye ho kaha se musafir

kyu bhatak rahe ho dar dar

kyu bhatak rahe ho dar dar

maya ke is phande me kyu 

jan ke pair fasaya

tune sab kuch aaj gavaya

re murakh tu kya jane 

tune sab kuch aaj gavaya

tune sab kuch aaj gavaya

Explore this song