Roman script

aala re aala aala re aala

aye aala re paus aala are aala re paus aala

re barsa re pani huyi mai to divani

mujhe o mujhe ho mujhe ye kya hone laga

aye aala re paus aala 

ham bekhabar aa gaye kidhar 

pighla hua ye sama hai

baho me hai sari jamin kadmo tale asman hai

aye hoti kya hai bekhudi ye ab pata chala

ang ang me sama raha koyi nasha

mujhe mujhe o mujhe

ham the kabhi do ajnabi ab aisa lagta nahi hai

tum bhi yaha mai bhi yaha ab to na koi kami hai

mahki mahki kyon lage hai aaj ki ghata

are mai to kuch na janu mujhe tu hi de bata

o mujhe mujhe o mujhe

barsa re pani hui pagal javani

Explore this song