Roman script

pressure cooker jaise sar ki baj jaye na seeti tab tak maar

ratta maar ratta maar

o patak patak ke sar gira de knowledge ki deewar

ratta maar ratta maar, ratta maar ratta maar

chadh jaaye jo bukhar coffee se tu utaar

ghis ghis ke bheja kar le tez dhaar yaar

ratta maar ratta maar, ratta maar ratta maar

o bhul ja everest chadh ja tu kitabo ke pahad sau baar

ratta maar, zara zor se

ho tak pak tak pak brain ko dauda usko chaabuk maar zordaar

ratta maar, zara zor se

dar ke milega kya lega kya tu ukhaad

gat gat ke pee ja o tonic jeet ka yaar

ratta maar ratta maar, ratta maar ratta maar

at the end of day upar tere, latki hai performance ki talwar

aisi dariya hai ye remember karle jo dube wohi hota hai paar

jo bhi aaye yaha pe usko chance ek milti hai

har nazar ki yaha pe socho ek manzil hi hai

mauka mile toh khona nahi ke aayega na ye baar baar

dhaka maar, dhaka maar zara zor se

dhaka maar, dhaka maar zara tez se

dhaka maar, dhaka maar

ho maar le ratta ho ja hundred percent taiyaar

na chhod  kasar tu koi chal maar le baazi maar

hai ek hi solution, teri mushqil ka yaar ratta maar

ratta maar ratta maar, ratta maar ratta maar

ratta maar ratta maar, ratta maar ratta maar

ratta maar ratta maar, ratta maar ratta maar

Explore this song