Roman script

raat kya mange ek sitara lahar kya mange ek kinara

dharti mange chhav gagan ki bati mange jyoat agan ki

maa apne munne ka sahara raat kya mange ek sitara

lahar kya mange ek kinara dharti mange chhav gagan ki

bati mange jyoat agan ki maa apne munne ka sahara 

raat kya mange ek sitara lahar kya mange ek kinara

vo din jab raaho me chalugi hath pakad ke tera

us din sach much apna lagega mujhe to jiwan mera

teri aankho se dekhugi teri aankho se dekhugi

manzil ka ujyara raat kya mange ek sitara

maa apne munne ka sahara jhum uthega dil mera 

jab dhoud ke ru aayega maa kah kar chati se 

meri jab tu lag jayega hat jaye ga raho se meri 

hat jayega raho se meri barso ka andhiyara

raat kya mange ek sitara lahar kya mange ek kinara

dharti mange chhav gagan ki bati mange jyoat agan ki

maa apne munne ka sahara

Explore this song