Roman script

raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi
naino me neend ka nasha 
naino me neend ka nasha 
bedrdiya bedrdiya, baat hai kuch aisi 
ho ho ho ho 
kahta hai dil tujhe paas aake dekhu 
kahta hai dil tujhe paas aake dekhu 
hanskar to dekha hai sharma ke dekhu
sharma ke dekhu
aata hai kitana majaa, aata hai kitana majaa
o bedrdiyaa ho mera jhume jiya 
bedrdiya raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi
naino me neend ka nasha
naino me neend ka nasha 
bedrdiya bedrdiya
raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi
ho ho ho ho 
kyu dekhu saagar ki uthti tarange
kyu dekhu saagar ki uthti tarange
kam to nahi mere dil ki ummange
dil ki ummange 
dil me ek tufaa utha, dil me ek tufaa utha
o bedrdiyaa ho mera jhume jiya 
bedrdiya raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi
naino me neend ka nasha
naino me neend ka nasha 
bedrdiya bedrdiya
raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi

Song details

Song video

Watch on YouTube