Roman script

rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye

rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye

bewafa kya hai wafa

bewafa kya hai wafa ye bhi samajh na paaye

diwana bana ke hame wo sataaye

diwana bana ke hame wo sataaye

rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye

rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye

tum meri dil ki dhadkan, tum hi meri pehchan bhi

tum meri rooh bhi aur tum hi meri jaan bhi

kya hai haya, kya hai wafa

chahat ka chalan hi chhod  diya

tumne meri ummido ke tajmahal ko tod diya

Explore this song