Roman script

Yun laga koyalein jab lagin kookne

Yun laga koyalein jab lagin kookne

Jaise chhalni kiya humko bandook ne

Jaise chhalni kiya humko bandook ne

Hook uthne lagi hanste hanste meri

Hook uthne lagi hanste hanste meri

Aankh yun dabdabayi mazaa aa gayaa

Tune rashke qamar…

Tune rashke qamar keh diya jab mujhe

Zindagi muskuraayi mazaa aa gayaa

Uff yeh deewangi aashiqui ne teri

Khaakh aisi udaayi mazaa aa gaya

(Mere rashke qamar tune pehli nazar

Jab nazar se milaai maza aagaya

Jab nazar se milaai maza aagaya)

Aise lehra ke tu rubaroo aa gaya

Aise lehra ke tu rubaroo aa gaya

Dhadkane betahasha tadapane lagin

Dhadkane betahasha tadapane lagin

Teer aisa laga dard aisa jagaa

Teer aisa laga dard aisa jagaa

Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!

Tune rashke qamar…

Tune rashke qamar keh diya jab mujhe

Zindagi muskuraayi mazaa aa gayaa

Saanwali shaam mein rang aise bhar gaye

Thaam li jab kalaai mazaa aa gayaa

(Mere rashke qamar tune pehli nazar

Jab nazar se milaai maza aa gaya

Jab nazar se milaai maza aa gaya)

Barq si gir gayi kaam hi kar gayi

Barq si gir gayi kaam hi kar gayi

Aag aisi lagaai mazaa aa gaya

Explore this song