Roman script
rangin fiza hai, rangin fiza hai aaja ke mera pyar tujhe dhund raha hai rangin fiza hai ye kiski saja hai, ye kiski saja hai ye kaun mujhe apni taraf khich raha hai ye kiski saja hai tum mujhko bulate ho to tala nahi jata tum mujhko bulate ho to tala nahi jata apne ko kisi tarah sambhala nahi jata julfo ka mujhse hosh na aachal ka pata hai ye kaisa nasha hai aaja ke mera tujhe dhund raha hai rangin fiza hai dunia ko bhula kar meri baho me chali aa dunia ko bhula kar meri baho me chali aa jajbat ki befikar panaho me chali aa kahte hai jise ishk wo jine ki ada hai acha na bura hai ye kaun mujhe apni taraf khich raha hai ye kiski sada hai
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Bahu Beti (1965)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actor: Joy Mukherjee
- Actor: Mala Sinha
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Mehmood
- Actor: Mumtaz
- Actor: Dhumal
- Actor: Ashish Kumar
- Actor: Mukri
Song video
singer: Mahendra Kapoor, Asha Bhosle