Roman script

hey rang rangilo phagun aayo 
gulal ki jholi bhar bhar lao bhar bhar lao
hey aaj machegi dhum dhama dham 
jhum chama cham nacho re bhaio nacho re bhaio
jhum chama cham chama cham jhum chama cham 
re dheeth bada ek chor yaha par 
us chor ne apna jaal bichaio jaal bichaio 
gori gawalan bach ke raho gori ko chel chabilo aayo
gori ka chel chabelo aayo 
bach ke gori bach ke gori bach ke
bach bach ke bach bach ke
holi mein chalna gori ji buri baat hai
ho chup chup ke ho chup chup ke 
gulal malna chaila ji buri baat hai
bach bach ke bach bach ke
holi mein chalna gori ji buri baat hai
bech bazariya nai chunariya bech bazariya nai chunariya 
odh ke nikali ghar se haye ram
mai to oad ke nikali ghar se rama 
mare thi pichkari to sar
mare thi pichkari to udi chunariya sir se 
chunariya udi chunariya sir se
ghadi ghadi haye o ghadi ghadi 
hath ap to dhalana gori ji buri baat hai
ho chup chup ke ho chup chup ke 
gulal malna chala ji buri baat hai
bach bach ke bach bach ke
holi mein chalna gori ji buri baat hai
bach bach ke bach bach ke
holi mein chalna gori ji buri baat hai
ho chup chup ke ho chup chup ke 
gulal malna chala ji buri baat hai
bach bach ke bach bach ke
holi mein chalna gori ji buri baat hai
gori ji ka gora mukhada haye gori ji ka gora mukhada 
ankhiya hai kajrari rama dekho ankhiya hai kajrari
tirchi chitvan se jo dekhe, tirchi chitvan se jo dekhe
dil pe lage katari rama dil pe lage katari 
hame dekh dekh hame dekh dekh yu chalana 
chaila ji buri baat hai 
ho chup chup ke ho chup chup ke 
gulal malna chala ji buri baat hai
bach bach ke bach bach ke holi mein chalna 
gori ji buri baat hai bach bach ke 
bach bach ke bach bach ke 
holi mein chalna gori ji buri baat hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mahendra Kapoor, Asha Bhosle