Roman script

rang piya ke range mora 
saanwara desh mein aayo
main to rang rangeeli re
rango ki nagari mein 
piya tora dera hai
rang de tu chola mera 
dekh kora kora hai 
saason se sajayi jodi 
janamo ka naata joda 
tose rangrej saanware 
berang rangeeli re 
main to berang rangeeli re

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Shiraz Hussain, Nayani Dixit