Roman script

are jal gayi jal gayi jal gayi sathi 

holi aaj ki raat ek holi ki 

jawala me jal gayi kal ki sari baat

rang pyar ka chada re chada aa re aa

pyar dilo me badha re badha aa re aa

rang pyar ka chada re cahda pyar dilo me badha re badha

vada nahi vada nahi ye to apna irada hai 

vada nahi vada nahi ye to apna irada hai 

milke na bichdednge hum 

rang pyar ka chada re cahda pyar dilo me badha re badha

ho pyar ke rang me jab rang jaye duniya pyari lagti hai 

duniya pyari lagti hai are meri tumhari nahi sari ki 

sari duniya hamari lagti hai ha ha duniya hamari lagti hai 

sang yar ka mila re mila ho sang yar ka mila re mila 

are phool pyar ka khila re khila 

vada ni vada ni ye to apna irada hai milke na bichdenge hum 

rang pyar ka chada re chada pyar dilo me badha re badha

o pyar me jab yu dil mil jaye sapne sach ho jate hai 

haa haa sapne sach ho jate hai 

are jin khushiyo ke liye tarse dewane 

vo khushiyo ke din aate hai 

ha ha wo khushiyo ke dinm aate hai 

are rishta pyar ka juda re juda

ae rishta pyar ka juda re juda dil ko pyar le uda re uda 

vada ni vada ni ye to apna irada hai milke na bichdenge hum 

rang pyar ka chada re chada pyar dilo me badha re badha

ho humne kiya jo wada tumse vo vada pura kar jayega 

vada pura kar jayega sadiyo yad kare duniya 

ek aisa mahal banayenge aisa mahal banayenge ho 

par ka deepak jala re jala dard khushiyo me dhala re dhala 

vada ni vada ni ye to apna irada hai milke na bichdenge hum 

rang pyar ka chada re chada pyar dilo me badha re badha

rang pyar ka chada re chada pyar dilo me badha re badha

Explore this song