Roman script

rang dunga sabako mein pyar bhari baato se 
aaj koi bach na sakega mere hantho se 
aaj koi bach na sakega mere hantho se 
rang dunga sabako mein pyar bhari baato se 
choli bhigo dun chunari bhigo dun 
mujhko kiska dar hai har ek nari aaj hai gopi 
kanha har ek nar hai 
holi mein jo bhi ho so kam hai 
rok le mujhko jisme dam hai 
aaj koi bach na sakega mere hantho se 
rang dunga sabako mein pyar bhari baato se 
aaj koi bach na sakega mere hantho se 
aaj koi bach na sakega mere hantho se

Song details

Song video

Watch on YouTube