Roman script

ye mausa ho ya mausi ho

ye mausa ho ya mausi ho

phuphi ho ya khala

ay ramji ke pass hain sabke liye masala

ramji ke pass hain sabke liye masala

har taale ki chaabi har chaabi ka taala

har taale ki chaabi har chaabi ka taala 

jaisi bhook dekhe waisa de niwala

ramji ke pass hain sabke liye masala

ramji ke pass hain sabke liye masala 

har taale ki chaabi har chaavi ka taala 

har taale ki chaabi har chaavi ka taala 

bawarchi gharane se judi hain inki taare

bawarchi gharane se

peedi dar peedi se bawarchi hain saare

bawarchi gharane se judi hain inki taare

kue ke medhk hain ramji par hain kue ke raja

saare kue mein bajta hai inke naam ka baja

kai saal khud uble hai tab kiya ubala

ho ramji ke pass hain sabke liye masala 

ho ramji ke pass hain sabke liye masala 

behna ki shadi ki sir pe jimmedari

raat din yahi khayal sir pe kare sawari

hai ram ji ki haatho mein aisi hai kala

ek hi bhurki mein dil udne chala 

ek hi bhurki mein dil udne chala 

hain ramji ki haatho mein aisi hain kala

ho mantar hain ke har shay mein jee bhar daalo pyaar

vo kya swaad jo ruh ko na karde jaykedaar

bailgadi wala ho ya railgadi wala

ramji ke pass hain sabke liye masala

ramji ke pass hain sabke liye masala

har taale ki chaabi har chaabi ka taala

har taale ki chaabi har chaabi ka taala 

har taale ki chaabi har chaabi ka taala 

jaisi bhuk dekhe bhaiya waise hi de niwala

ramji ke pass bhaiya ramji ke pass re ramji aha

jiya re jiya re jiya jiya re

ramji ke pass hain sabke liye masala 

ramji ke pass hain sabke liye masala 

ramji ke pass hain sabke liye masala 

ramji ke pass hain sabke liye masala

Explore this song