Roman script

kaushalya, dashrath ke nandan 

ram lalat pe shobhit chandan 

raghupati ki jay bole lakshman 

ram siya ka ho abhinandan 

anjani putra pade hain charan mein 

ram siya japte tan man mein 

mangal bhavan amangal hari

dravahu sudasrath ajir bihari 

ram siya ram, siya ram  jay jay ram 

ram siya ram, siya ram 

jay jay ram ram siya ram, siya ram 

jay jay ram

mere tan man dhadkan mein 

siya ram ram hai 

man mandir ke darpan mein 

siya ram ram hai 

tu hi siya ka ram radha ka tu hi shyam 

janmo janam ka hi ye sath hai 

meera ka tu bhajan bhajate hari pavan 

tulsi mein bhi likhi ye baat hai..

mangal bhavan amangal hari 

dravahu sudasrath ajir bihari.. 

ram siya ram, siya ram jay jay ram 

ram siya ram, siya ram jay jay ram 

ram siya ram, siya ram 

jay jay ram.. 

mangal bhavan amangal hari 

mangal bhavan amangal hari 

dravahu sudasrath ajir bihari

ram siya ram, siya ram jay jay ram 

ram siya ram, siya ram jay jay ram 

ram siya ram, siya ram jay jay ram

Explore this song