Roman script

ram kare mohe par lag jaye  ram kare mohe par lag jaye 

ud kar pas piya ke jaye ud kar pas piya ke jaye

ram kare mohe par lag jaye

ram kare mohe par lag jaye ram kare

nach rahi hu man me lekar piya milan ki aas

piya milan ki aas

do naino me aa baithi hai do naino me aa baithi hai

janam janam ki pyas janam janam ki pyas

kisko dil ka dard dikhaye kisko dil ka dard dikhaye

ram kare mohe par lag jaye

ram kare mohe par lag jaye ram kare

sham si sundar nagri me sham si sundar nagri me

kyu chupa mera chit chor kyu chupa mera chit chor

dur dur se dekh dekh kar dur dur se dekh dekh kar

tadap raha man mora tadap raha man mora

ram kare mohe par lag jaye

ram kare mohe par lag jaye ram kare

Explore this song