Roman script

o julm ho gaya gajab ho gaya o kya ho gaya

ho gayi nind parayi

huyi jawani gayi badh me bipda lekar aayi

kal jo silwaya tha joda are kal jo silwaya tha joda

aaj vo pad gaya tang dharji naap jo lene aaya

dekh ke rah gaya dang

rama kahe o rama kahe main itni jawan ho gayi

o rama kahe main itni jawan ho gayi

acho acho ki najar beiman ho gayi 

acho acho ki najar beiman ho gayi

o rama kahe main itni jawan ho gayi 

o rama kahe mai itni jawan ho gayi

ha pehle ghar aati thi dhoban ab aata hai dhodi

bulwata hai koi na koi na koi kapda ras ka lobhi

pehle ghar aati thi dhoban ab aata hai dhodi

bulwata hai koi na koi na koi kapda ras ka lobhi

isi bahane misrit bate dhale do do phere

kaha se paida ho gaye itne chahane wale mere

badi muskil me, o badi muskil me nanhi si jaan ho gayi

rama kahe main  itni jawan ho gayi

ache acho ki najar beiman ho gayi

rama kahe main  itni jawan ho gayi

baat hai kal raat ke meri gaiya ho gayi chori

rapat likhane gayi mai thane ghar se dhodi dhodi

mai rapat likhati jau fariyad hal sunati jau 

mai rapat likhati jau fariyad hal sunati jau

lekin thanedar mua mere muh ko bit bit take

ungli se kabhi much marode ungli se kalam muh me dale

are aah are aah aah

bola gaiya gayi to gayi mai 

bans manga ke dunga darwaje pe 

hathi goda mai bandwaye dunga

sari duniya ki lambi juban ho gayi

o sari duniya ki lambi juban ho gayi

rama kahe main itni jawan ho gayi 

ache acho ki najar beiman ho gayi

rama kahe main  itni jawan ho gayi

Explore this song