Roman script

jai ho bhawani mata jai ho bhawani mata 
raksha karo bhawani mata sabki raksha karo 

pag pag pe hai tufan har path me andhera hai 
chhote se jivan ko sau kasto ne ghera hai 
raksha karo bhawani mata sabki raksha karo 
hum nirbal hai lekin teri shakti par itraye
jinke sar pe tumhri chhaya chhu na sake unhe lakh balaye 
maa teeno bhuwano me tumhara hi basera hai 
chhote se jivan ko sau kasto ne ghera hai 
raksha karo bhawani mata sabki raksha karo 
oo do naino me chanda suraj tije me chingari 
hey shakti hey durga kali hath khadag or singh sawari 
tere hote duniya me kyun dusto ka dera hai 
chhote se jivan ko sau kasto ne ghera hai 
raksha karo bhawani mata sabki raksha karo
oo hey jagdambey kholo kholo tisra netr dobara 
oo badhti jaye jag me papi duba jaye dhrm ka tara 
ruh ke hai sukh sare mukh tumne jo phera hai 
chhote se jivan ko sau kasto ne ghera hai 
raksha karo bhawani mata sabki raksha karo

Song details

Song video

Watch on YouTube