Roman script

rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega

rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega

dunia me rahe hashar me pyasa na rahega

rakhta hai jo roza

rahat bhi milegi use jannat bhi milegi

jannat bhi milegi

allah ke didar ki daulat bhi milegi

daulat bhi milegi

allah  mein or bande me parda na rahega

parda na rahega

rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega

rakhta hai jo roza

rakh logi jo roza to karoge na khata tum

chahoge na dekhoge na sochego bura tum

daman pe gunaho ka ye dhabba na rahega

dhabba na rahega

rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega

rakhta hai jo roza

roze ka ye matlab hai ke

khairat karo tum khairat karo tum

bhukho ki madad jisse ho

wo bat karo tum wo bat karo tum

tab dil me tumhare game dunia na rahega

game dunia na rahega

rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega

dunia me rahe hashar me pyasa na rahega

rakhta hai jo roza

Explore this song