Roman script

yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
uske irado me rakt rakt
uske khayalo me rakt
sabke sawalo me rakt rakt 
milte jawabo me rakt 
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
uske irado me rakt rakt
uske khayalo me rakt
sabke sawalo me rakt rakt 
milte jawabo me rakt 
yaha khun me sani daasta
yaha khum se bhara raasta
yaha khun me sani daasta
yaha khum se bhara raasta
yaha khun me rangi dosti
yaha khun me saja waasta
pal pal badle hai waqt waqt
ruk jati hai bas nabj nabj
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
uske irado me rakt rakt
uske khayalo me rakt
sabke sawalo me rakt rakt 
milte jawabo me rakt 
kisi ko pata nahi
ke agle pal kya hoga
kisi ko khabar nahi
ke kaun kya karega
aur agar pata chal jaye
to najar aayega phir
har jagah har waqt rakt bas
rakt rakt rakt rakt rakt 
rakt rakt rakt rakt 
yaha sare rang bas laal hai
harsu ek khuni jaal hai
yaha sare rang bas laal hai
harsu ek khuni jaal hai
sabke daman me khun hai
kaatil hai kaun sawal hai
yaha har pal hai bada sakht sakht
tham jaye lab pe labj labj
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
uske irado me rakt rakt
uske khayalo me rakt
sabke sawalo me rakt rakt 
milte jawabo me rakt 
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt
yaha har nigah me hai rakt rakt
yaha sabki chah me hai rakt

Song details