Roman script

are raja o raja tera baj gaya baja

are raja o raja tera baj gaya baja

kaisa baj gaya baja kitna roka kitna toka

kitna roka kitna toka ulte raste pe na ja

are raja o raja tera baj gaya baja kaisa baj gaya baja

jane kaun ghadi me tujhko sujhi ye hoshiyari

ye kya feka ulata pasa jeet ke baji hari

jane kaun ghadi me tujhko sujhi ye hoshiyari

ye kya feka ulata pasa jeet ke baji hari

kare jo unchi unchi bat kare jo unchi unchi bat

khul jaye uski okat are raja o raja tera baj gaya baja

kaisa baj gaya baja

hans chala kawe ki chal apni chal bhi bhula

ghar ki dulhan bhej ke daftar dulha feke chulha

hans chala kawe ki chal apni chal bhi bhula

ghar ki dulhan bhej ke daftar dulha feke chulha

chale to ulti ulti chal chale to ulti ulti chal

uska hota hai ye hal aaja raste pe aaja

are raja o raja tera baj gaya baja kaisa baj gaya baja

kitna roka kitna toka ulte raste pe na ja

are raja o raja tera baj gaya baja kaisa baj gaya baja

fas gaya raja dekho fs gaya raja

baj gaya baja dekho baj gaya baja

raja mai raja o rani aaja re aaja

raja mai raja o rani aaja re aaja

khayenge piyenge bajayenge pyar ka baja

raja mai raja o rani aaja re aaja

raja mai raja o rani aaja re aaja

raja mai raja o rani aaja re aaja

Explore this song